"Waah, kya shaam thi wo.
Kya nazara tha, what was the scene yar!!!!!!!!!!"
Baat kal shaam ki hai jab main yuhi amne pyar yad karte karte tehel raha tha, Sun bhi set hone ki taiyari main tha. tab main kya dekhata hu?????😃 Ek mor kahi pe taak raha tha muje laga use shayad pani vani pina hoga mgr ye nazara to bhaisaab kuchh aur hi tha.. Use pani vani nahi pina tha blki wo to apni beautiful morni ko gur raha tha! Main to sachme hang ho gaya tha waha pe ki muje laga ki kya aisa bhi drashy dekhno ko mil sakata hai???ha yar aisa sachmai hua..
Mor ekdam shanti se😯 apni morni ko dekh raha or fir dheere dheere wo morni ke paas jata hai...fir kya unka milan ho jata hai yaar.....kya masti thi us mor ki or kya line maar raha tha yaar😇
No comments:
Post a Comment